Pyaar. Pyaar mein zindagi khoobsurat lagne lagti hai. Har sapna sach lagne lagta hai. Har manzil badalne lagti hai. Hawa ka rukh bhi badalne lagta hai. Rangon pe nazar padne lagta hai. Ab to laal rang bhi accha lagne lagta hai. Har pal, har waqt, hamesha…ek hi naam honton pe aata hain.